MeraGana Karaoke Studio Microphone
Browse Karaoke Songs 
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All
Search Karaoke Songs 
clear textClick here to clear text    Show All

rang aur noor ki baaraat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun rang aur noor ki baaraat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun maine jazbaat nibhaaye hain usoolon ki jagah maine jazbaat nibhaaye hain usoolon ki jagah apne armaan piro laayaa hoon phoolon ki jagah tere sehre ki tere sehre ki ye saugaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun ye mere sher mere aakhri nazraane hain ye mere sher mere aakhri nazraane hain main un apnon mein hoon jo aaj se begaane hain betaaluk si betaaluk si mulaakaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe surkh jode ki tabotaab mubaarak ho tujhe teri aankhon ka nayaa khaab mubaarak ho tujhe main ye khaayish ye khayaalaat kise pesh karun ye muraadon ki haseen raat kise pesh karun kise pesh karun kaun kehtaa hai ke chaahat pe sabhi ka haq hai kaun kehtaa
reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa jab jab tujhko dekhun mere dil mein chhute phuljahdiyaan karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan are karunga tera peechha chaahe lag jaayen hathkadiyaan kya hai kutwaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa hoye jaa re peechha chhod mujh matwaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa main hoon izzat waali mujhe samjh naa aisi waisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi bade badon ki maine kar di hai aisi taisi tu hai kiss thaali kaa kaahe dhundhe raastaa kutwaali kaa reshmi salwaar kurta jaali kaa roop saha nahin jaaye nakhre waali kaa roop tere kaa latka mere dil ko de gaya jhatka rang bhare haathon se zara khol de patt ghunghat kaa haaye rang bhare
hey rom rom mein basne waale raam hey rom rom mein basne waale raam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon aas ka bandhan tod chuki hoon tujh par sab kuchh chhod chuki hoon naath mere main kyun kuchh sochun naath mere main kyun kuchh sochun tu jaane tera kaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye tere charan ki dhool jo paaye wo kankar heera ho jaaye bhaag mere jo maine paaya inn charnon mein dhaam jagat ke swami hey anteryaami main tujh se kya maangu main tujh se kya maangu hey rom rom mein basne waale raam bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane bhed tera koi kya pehchaane jo tujh sa ho wo tujhe jaane tere kiye ko hum kya deven tere kiye ko hum kya deven bhale bure ka naam jagat ke
aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana hum mehnat waalon ne jab bhi mil kar kadam badhaaya saagar ne rastaa chhoda parbat ne sees jhukaaya faulaadi hai seene apne faulaadi hai baahen hum chaahen to paida kar den chattaanon mein raahen aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana mehnat apne lekh ki rekha mehnat se kya darna kal gairon ki khaatir ki aaj apni khaatir karna apna sukh bhi ek hai saathi apna dukh bhi ek apni manzil sach ki manzil apna rasta nek aaaaaa aaaaaaa saathi haath badhana saathi haath badhana ek akela thak jaayega mil kar bojh uthana saathi haath badhana ek
sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir saans chadti hai naa rukti hai kisi ki khaatir jo kisi dar pe naa thehre wo hawaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho honth tharraaye to daanton mein daba leti ho jo kabhi khul ke naa barse wo ghata lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi tum jo ho apne khayaalat mein khoyi khoyi kisi maayus musavir ki duwaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar
salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo udaas nazrein tadap tadap kar tumhaare jalwan ko dhoondti hai jo khaab ki taraha kho gaye un haseen lamhon ko dhoondhati hai haseen lamhon ko dhoondhati hai agar na ho na gawaar tum ko to ye shikaayat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhin nigaahon ki justzu ho tumhin khayaalon ka mudda ho tumhin mere waaste sanam ho tumhin mere waaste khuda ho tumhin mere waaste khuda ho meri prakhtish ki laaj rakh lo meri ibaadat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhaari chubhati nazar se jab tak na koi paigaam mil sakega na ruh takseen pa sakegi na dil ko aaraam mil sakega na dil ko aaraam mil sakega ghum judaai hai jaanlewa ye ik haqeekat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo
sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge iss lok ko bhi apna na sake uss lok mein bhi pachhtaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain ye paap hai kya ye punya hai kya reeton par dharm ki mohren hain reeton par dharm ki mohren hain har yug mein badalte dharmon ko kaise aadarsh banaaoge sansaar se bhaage phirte ho ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano ye bhog bhi ek tapasyya hai tum tyaag ke maare kya jaano tum tyaag ke maare kya jaano apmaan rachetaa kaa hoga rachnaa ko agar thukraaoge sansaar se bhaage phirte ho hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum kehte hai ye jag apna hai tum kehte ho jhutha sapna hai tum kehte ho jhutha sapna hai hum janam bita kar jaayenge tum janam gawaa kar jaaoge sansaar se bhaage phirte ho bhagwaan ko tum kya paaoge sansaar se bhaage phirte ho
sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ye raah kahaan se hai ye raah kahaan tak hai ye raaz koi raahi samjha hai naa jaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai ek pal ki palak par hai thehri huyi ye duniyaa ek pal ke jhapkne tak har khel suhaana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai kya jaane koi kis par kis mod pe kya beete iss raah mein aye raahi har mod bahana hai sansaar ki har shai ka itna hi fasaana hai ek dhundh se aana hai ek dhundh mein jaana hai lara la lala la lala lara la lala la lala la lala lara la lala la lala lara la lala la lala
sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski tel mera hai muski ganj rahe na khuski jiske sar pe haath fira dun chamke kismat uski sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are beta sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na aazmaaye kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye sar jo tera chakraaye ya dil dooba jaaye aaja pyaare paas hamare kaahe ghabraaye kaahe ghabraaye pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda pyaar ka hoye jhagda ya business ka ho ragda sab lafdon ka bojh hate jab pade haath ek tagda sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun sun sun sun are babu sun is champi mein bade bade gun laakh dukhon ki ek dawa hai kyu na
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
sher ka husn ho sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum ik dhadakti huyi ik dhadakti huyi shaadaab kahaani ho tum sher ka husn ho aankh aisiii aankh aisi ke kanwal tum se nishaani maange zulf aisiiii zulf aisi ke ghata sharm se paani maange jiss taraf se bhi jiss taraf se bhi nazar daale suhaani ho tum sher ka husn ho jism aisaaaa jism aisa ke ajantaa ka amal yaad aaye sang e marmar mein dhala sang e marmar mein dhala taaj mahel yaad aaye pighale pighale pighale pighale huye rangon ki ranwaani ho tum sher ka husn ho dhadkane bunti hai jiss ko wo taraana ho tum sach kaho kiss ke muqaddar ka khazaana ho tum mujh pe maayil ho mujh pe maayil ho ke dushman ki deewani ho tum sher ka husn ho naghmen ki jawaani ho tum sher ka husn ho sher ka husn ho
simti huyi ye ghadiyaan phir se naa bikhar jaayen phir se naa bikhar jaayen iss raat mein jee len hum iss raat mein mar jaayen iss raat mein mar jaayen simti huyi ye ghadiyaan ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange ab subah naa ho paaye aao ye duwaa maange iss raat har pal se raaten hi ubhar jaayen raaten hi ubhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen duniyaa ki nighaahen ab hum tak naa pahunch paayen taaron mein basen chal kar dharti mein utar jaayen dharti mein utar jaayen simti huyi ye ghadiyaan haalat ke teeron se chhalni hai badan apne haalat ke teeron se chhalni hai badan apne paas aao ke seenon ke kuchh zakhm to bhar jaayen kuchh zakhm to bhar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai aage bhi andhera hai peechhe bhi andhera hai apni hai wohi saansen jo saath guzar jaayen jo saath guzar jaayen simti huyi ye ghadiyaan aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa
ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan ye raat ye chaandani phir kahan sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm hey pedon ki shaakhon pe pedon ki shaakhon pe soyi soyi chaandani pedon ki shaakhon pe tere khayalon mein khoi khoi chaandani aur thodi der mein thak ke laut jaayegi raat ye bahar ki phir kabhi na aayegi do ek pal aur hai ye samaa sun jaa dil ki daastaan hm hm hm hm hm hm heyy lehron ke hothon pe lehron ke hothon pe dheema dheema raag hai lehron ke hothon pe bheegi hawaon mein thandi thandi aag hai iss haseen aag mein tu bhi jal ke dekhle zindagi ke geet ki dhun badal ke dekhle khulne de ab dhadkanon ki zubaan sun jaa dil ki daastaan heyyy jaati baharen hain jaati baharen hain uthati jawaniyaan jaati baharen hain taaron ki chhaanv mein kehale kahaniyaan ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke ek baar chal diye gar tujhe pukaar ke laut kar na aanyenge kafile bahaar ke aaja
suno gazar kya gaaye samay guzarta jaaye ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun insaaf tere saath hai ilzaam utha le ilzaam utha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho khud mit ke kisi aur ko mitne se bacha le mitne se bacha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey toote huye patvaar hai kashti ke to ghum kya haari huyi bahon ko hi patvaar banaa le patvaar banaa le
tang aa chuke hain kashmkashe zindagi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke lo aaj humne tod diya rista e umeed lo aaj humne tod diya rista e umeed lo ab kabhi gila naa karenge kisi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke gar zindagi mein mil gaye phir itefaaq seeee gar zindagi mein mil gaye phir itefaaq seeee poonchhenge apna haal teri bebasi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke o aasmaan waale kabhi to nighaah kar o aasmaan waale kabhi to nighaah kar kab tak ye zulm sehte rahe khaamoshi se hum thukraa naa de jahaan ko kahin bedili se hum tang aa chuke tang aa chuke hain kashmkashe zindagi se hum tang aa chuke
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi Yunhin Nahin Dil Lubhata Koi, Jaane Tu Yaa Jaane Naa Maane Tu Yaa Maane Naa
tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi tera mujhse hai pehle kaa naata koi yunhi nahin dil lubhaata koi dhuwaan dhuwaan tha wo samaan yahaan wahaan jaane kahaan dhuwaan dhuwaan tha wo samaan yahaan wahaan jaane kahaan tu aur main kahin mile the pehle dekha tujhe to dil ne kaha jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa ho maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa tu bhi rahi mere liye main bhi raha tere liye tu bhi rahi mere liye main bhi raha tere liye pehle bhi main tujhe baahon mein le ke ghooma kiya aur ghooma kiya jaane tuuuuuuuu yaa jaane naaaaaaa ho maane tuuuuuu yaa maane naaaaaa dekho abhi khona nahin kabhi juda hona nahin dekho abhi khona nahin kabhi juda hona nahin ab ke yunhi mile rahenge dono waada raha ye iss shaam kaa jaane tuuuuuuuu yaa jaane
tera phoolon jaisa rang tere shishey jaisa ang padi jaise hi nazar main to reh gaya dang aate jaate kare tang tere achhe nahin dhang main to karungi sagaayi kisi doosre ke sang ho mere hote koi aur kare tere baare gaur ho mere hote koi aur kare tere baare gaur yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane arre thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad tujhe launga main ghar chahe chale chooriya ohh tujhe launga main ghar chahe chale chooriya haye teri baaten hai ajab are ho le hona hai jo ab tujhe meri hi kasam kahin dhana na ghazab ho tujhe chodenge na hum chahe ro ke humen rab tu hai itna hi tang toh main rangi tere rang le main chali tere sang chahe chale chooriya le main chali tere sang chahe chale
    Songs Title Film/Album Song Number
Rang Aur Noor Ki Baaraat Gazal (1964) 12215
Reshmi Salwar Kurta Naya Daur (1957) 21162
Rom Rom Mein Basne Neel Kamal (1968) 12414
Saathi Haath Badhana Naya Daur (1957) 21196
Sab Mein Shaamil Ho Bahu Beti (1965) 12284
Salam E Hasrat Kabool Baabar (1960) 12281
Sansaar Se Bhaage Phirte Chitralekha (1964) 12316
Sansar Ki Har Shai Dhund (1973) 12324
Sar Jo Tera Chakraaye Pyaasa (1957) 21219
Sharma Na Yun Joshila (1973) 18460
Sher Ka Husn Ho Chambal Ki Kasam (1980) 12296
Simti Huyi Ye Ghadiyan Chambal Ki Kasam (1980) 12294
Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 13389
Sun Ja Dil Ki Dastaan (Male) Jaal (1952) 12082
Suno Gajar Kya Gaaye Baazi (1951) 12280
Tadbeer Se Bigdi Huyi Taqdeer Baazi (1951) 21273
Tang Aa Chuke Hain Light House (1958) 13612
Tera Mujhse Hai Aa Gale Lag Jaa (1973) 18337
Tera Mujhse Hai (Male) Aa Gale Lag Jaa (1973) 18338
Tera Phoolon Jaisa Rang Kabhi Kabhie (1976) 13483